Ek 10 saala bacha (apni maa se) “ammi main kaise banna tha?”
Maa "baita maine ek din ek matke ke ander matti daal ke usay dhak ke rakh diya, thore din baad khola tou us main se tum nikle. Bache ne kuch dair socha aur phir ek matka liya aur us main matti daal ke usay dhak ker diya. Thode din baad khola tou us main se say ek maindak nikla. Bache ne usay bohat pakarne ki koshish ki per woh her baar phuddak phuddak ker bachay ke haath se nikal jata. Akhir tang a kar bacha bola
“dil tou chahta hai ke tumhe goli maar doon per kya karoon tum meri aulad ho”