Beth jata hoon khaak per aksar,
Apni aukaat achi lagti hai..!
Re: Aukaat
waah kya baat kahi :k:
Re: Aukaat
![]()
Re: Aukaat
gooooooood
Re: Aukaat
bss aapni aukaat yaad rahknii chiyeah
Re: Aukaat
Aik zara sey shair ne waqaii aukaat yaad dila dii :(
Re: Aukaat
auqaat to mujhe pahle hii pataa thaa: 9 am - 5 pm :D
Re: Aukaat
^Apni?
Re: Aukaat
haN na!
**
apnii to aisii vaisi kaTjaayegii
aapkaa kia hogaa, janaabA-e-'aali?** ![]()
Re: Aukaat
Aik zara sey shair ne waqaii aukaat yaad dila dii :(
Jee wakaye he