Attacks on politicians houses

Re: Attacks on politicians houses

bayshak mein iss ghunda gardi key muzamat karta hon :sunnyboy:
lekin baz awqat log kisi ko khamoshi ko buzdali samjh laitay hein tou un key ankhon par sey parda utarnay k liye is tareh karna parta hey ager tum ney youn kia to yun bhi ho sakta hay :cobra: taali ek hath sey nahin donon hathon sey bajti hey dost