Assalamalaikum dosto,
main yaha par new hun,
ap dosto ki postain parhi, dil jee utha, socha main bhi share kar loon,
Inshallah aap logon say mulaqat hoti rahe gi ab to,
phir bat karen ge inshallah.
Rab rakah.
faqat yours
Ideal Friend

Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
![]()
**Jitay rahien khush rahien **
Welcome to GS
**have great fun **
**Enjoy ur stay and keep posting **
**Fi Aman ALLAH **
**Faqt **
Innocent_Smile
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
Mai yaha per purana hoo
Kia kia perh liya bhai
btw Welcome to GS khub mazzay kero agar ker saktay hoo to:bb:
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
walaikum salaam… ![]()
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
Welcome to GS
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
walaikum asalaam
umeed hai humara GS aap ko pasand rehai gah ![]()
![]()
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
Umeed hai kay yahan kay log bhi pasand ayee hongay ..
main aapkay jawab ka muntazir hun
Khayal rakhiye ga
Allah Hafiz
![]()
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
WS/ main yahan per puranna hoon,
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
IS : how'd you know? :D
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
Salaam,..welcum 2 GS,..............mein GS ki aik baby bachi hu!,........so have fun!
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
secret hay yea aik ![]()
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
hiiiiiiii..
welcome 2 gs..
have fun..!
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
Khushaamdeed
jee ayian noo
Re: Assalamalaikum, Main Yahan Par Naya Hun
walikum asaalam ... main kheryat say hoon aur apki kheryat khuda wand e karim say naik matloob....deegar ehwal yeh hai kay main bhi koi zyadah purana nahi hoon kuch hi arsdah hua hau talashe tafreeh yaha khench lai ... umeed hai ap bhi yaha khush rahen gay ... baqi sab kheryat hai sab bado ko salam bacho ko dua aur bacho ki ammio ko pyaar ... faqat apka gupshup sathi Farazz