__Assalam U AlaikuM__

Kaisay Hay Sab LoKi Yahan PaR :blush:

Chalo Sab Line Main Lag Kar Apnay KartooT PostO

Khabardaar Jo Kissi Nay Hayraa Phairee Karnay Ki Koshish Ki :asa:

Re: Assalam U AlaikuM

wasalaam

welcome to GS :smiley:

EDIT: :smack:

Re: Assalam U AlaikuM

ap itna arsa ghayab na rehtay to ap ko ye sawal poochnay ki zaroorat na parrti

Re: Assalam U AlaikuM

walikum salam & baase eid mubarak

kertoot to app apnain poostain jis ki wajah say app itna arssa thaanay per thay or eid per app ko jail say raha kia gaya or app online aa sakay : P

Re: Assalam U AlaikuM

Sallam :wave:

Re: Assalam U AlaikuM

P^K aya P^K :sadiyah:

U be Idar Welcome :smilestar:

EdiT: :asa:

ooHohoHohohohohooo…Ghalati Ho Ga’ee … Muaf Kardain Baba :frowning:

Aap ko Double BAASI eid Mubarak Tarrka Maar k … :hugz:

Swat Gaya Tha … Malvi Fazlullah Ko Mananay … Magar baat naheen ban saki … :vivo:

Hum seedha jail jaatay hain Bibi … yeh thanay shaanay tou nikkay kaakoo’n k liay banay hain :shikari:

:wsalam:
kiya haal aur CHAAL hain Naa MaaN Pa’ee :sadiyah:

Mayra Yaqeen Karo Main P^K Naheen Aaya … Tumhari Qasam Khumar :blush:

Re: Assalam U AlaikuM

welcome back :chai:

Re: Assalam U AlaikuM

kis silsilay main … ?

Unki Beti Ka Rishta Maanganay Naheen Gaya Tha :hoonh:

Foran Hee Shak Karna Shoro Kardayna … Swat Aman Jargay Ka Member Hoon Main :smiley:

Oay CadetWa Pai … Kiya Haal Chal Hain :faziy:

:hayaa::eek: walaikum asslam grana khan!!

pakhair raghlay! :)…sanga ye??

:cb:

Walaiqumassalam PK :smiley: h r u?

Re: Assalam U AlaikuM

PK :hugz:

kaisay ho ? mjay dar tha keh bomb blasts main ghaib tu nahin ho gye aap

Kha Yama ( Theek Tay Thaak Fitt Tay Faaattt ) … Ta waya Ta Sanga Yay :smiley:

Me FINE n SHINE As Usual … U Sunao :smiley:

Iraj :blush: … Kaisee Ho … :~)

Ab Bad’duain tou Na Do … :frowning:

Re: Assalam U AlaikuM

Wa alaikum salamona... its always great to have the oldies surface up, they're so original yeah Precious khana :)

… So r u Oldie With new NicK :hmmm:

na chair malangan noo :nono:

:wave: kidher thay?
Shadi ho gaie?

Re: Assalam U AlaikuM

Walaikum Salaam :)

aur bhi log haiN yahan :naraz:
unn say bhi hello hi kar liya karoo :mad:

HaaN - kafi arsa hua
shadi ho gai - 3 bachhay bhi hain

:chai: