Re: Assalaamalikum
apniya posta wadanana paiya wan :p
Re: Assalaamalikum
apniya posta wadanana paiya wan :p
Re: Assalaamalikum
hahhaha koi race shace hai kya ![]()
Re: Assalaamalikum
nope mai nay socha k aaj jo time mila hay to us say pora pora faieda utha liya jaiay coz kia pat a
KAL HO NA HO
Re: Assalaamalikum
aj nahin waise bhi late night yahan paye jate ho aap ![]()
Re: Assalaamalikum
hmmmmmmmmm coz aaj kal holiday jo hian wesay 2 ya 3 dink baad mai raat ko onlinenahihowa karoon ga kuch arsay k lyaiy
Re: Assalaamalikum
kyun kehriyat ?
Re: Assalaamalikum
haan khariyat
we are shifting to an other house
Re: Assalaamalikum
oh Mubarak ho bahut bahut ![]()
Re: Assalaamalikum
its on rent
Re: Assalaamalikum
koi baat nahin yar …
Re: Assalaamalikum
lolz fine ![]()
aj pinko nahin ai
Re: Assalaamalikum
aaj ee aya wan
uthay barhi garmi aiee
Re: Assalaamalikum
next time gayaab honay sai pehlay pm kardey na…phir chances hain kai mai miss karo…:halo:
Re: Assalaamalikum
Assalaam Alaikum ![]()
Mene miss kiya aap ko…Lekin torda sa..![]()
Re: Assalaamalikum
kam gunah karo na fir ![]()
GKQ: yeh miss karna na howa koi lucky draw hogaya jo janab chance de kar miss karengi ![]()
Chul Mulli : how u moto i miss ju too thanx haan thora thora miss karne ka ![]()
Re: Assalaamalikum
![]()
Re: Assalaamalikum
me motti nahin jee
i have lost some weight jee ![]()
Tum motte ho:D
Re: Assalaamalikum
pk main to tum aur bhi moti hogai hogi ![]()