kaise hain sab dost me back again
sab ko bahut miss kiya
kya kisi ne mughe bhi miss kiya yahan yah phir nahin ![]()
Re: Assalaamalikum
Wel Kum back bro, m good how r ya?
Re: Assalaamalikum
Shuker hai Allah ka aur apki dua se thek thak hain hum :)
tusi sunao kya ho raha hai aj kal life wich ;)
Re: Assalaamalikum
DM I MISSED YOU SO MUCHHHHHHHH
i’m happy ur back dm mamoe
the cafe was way different with out youuuu
![]()
Re: Assalaamalikum
wohi jo mai sab ko kehta hu akela tha akela hu lakin agay k liye kisi ko dhoond raha hu:D
Re: Assalaamalikum
![]()
jee aap kon?
![]()
Re: Assalaamalikum
Phatooooooooooooooo
my shona kaisi ho moto i missed ju n flooding ![]()
Jaan lewa dhoond kar kya karo ge ![]()
HH apka hone wala sussar ![]()
Re: Assalaamalikum
ek aur dhoondu ga:D
Re: Assalaamalikum
DM welcome back! wasay har thori din bad tum kaha gayeb ho jatay ho?
Re: Assalaamalikum
yeh sab shuru shuru ki baten hain jab aik mil jayegi to tum dua mango gay Allah se ke kab is se chutkara mile ![]()
Re: Assalaamalikum
har thoray din baad koi na koi kaam ajata hai ![]()
Re: Assalaamalikum
uss se chutkaray k liye hi tou doosri dhoondu ga
Re: Assalaamalikum
lol! … aap ne shaadi ker lii? ![]()
Re: Assalaamalikum
aww..acha…wasay lagtha nahin hai kay u do ny work…:p…newayz good luck w/ whtever u r doin ![]()
Re: Assalaamalikum
maine hone wala kaha hai dat means ke meri shadi hogi phir mere haan puttar hoga fir tumhare se shadi hogi ![]()
Re: Assalaamalikum
yeh tum sab mere peeche haath mun dho kar kyun paray howe ho
main wi kaam kaj wala banda hon + student ![]()
Re: Assalaamalikum
duur k dhool suhanay ![]()
Re: Assalaamalikum
dhool dur ki ho yah karib ki tumhen kya
tumhen shadi se mutlab
Re: Assalaamalikum
toh maine kuch kaha kya…infact i wished u…![]()