Re: Assalaamalikum
haan
gs ka muzaa he cafe hotaa hai :love:
aur cafe ka muzza aap he hotain hain ![]()
mujay aapko cafe sai nikalnai ki koi zaroorat nahi hai kyu kai tub tak aapki shaadi hochukee hogi ![]()
Re: Assalaamalikum
haan
gs ka muzaa he cafe hotaa hai :love:
aur cafe ka muzza aap he hotain hain ![]()
mujay aapko cafe sai nikalnai ki koi zaroorat nahi hai kyu kai tub tak aapki shaadi hochukee hogi ![]()
Re: Assalaamalikum
acha cafe to milgaiyaa hai na
baaki sub mein cheenkai lailoongi
![]()
Re: Assalaamalikum
hmmmmmmmmmmmmmm
mai cafe ka maza kab say ho gia hoon ![]()
mai shadi he nahi karoon ga ![]()
Re: Assalaamalikum
![]()
![]()
![]()
dosat dosat na raha ![]()
Re: Assalaamalikum
samaal kai rukiyeyyyyyyyy apni gupistan ![]()
theek hai shaadi naa kurain
yeh tho mein sounna chaa rahee thi :halo: abh aap idher hi rahain
Re: Assalaamalikum
ws…mujhai pata nahi kai u were missing…iseyle mai nai miss nahi kia…:halo: anywayz, welcome back…![]()
Re: Assalaamalikum
samaaal k rakhnay wala icon ![]()
hmmmmmmmmmmmmmmmm fati painay for u ======= >> ![]()
Re: Assalaamalikum
![]()
Re: Assalaamalikum
Ws imran bhai..
mai theek hon..
ap sunao? ![]()
Re: Assalaamalikum
jiti rahien khush rahien ![]()
mai theak hon ALLAH ka sukar hay
Re: Assalaamalikum
D^M… tumhara ek hafta kitna lamba hota hai? ![]()
Re: Assalaamalikum
har do din baad gum hojaate hai
miss kis ne karna hai?
(just kidding…rona nehi) ![]()
Re: Assalaamalikum
ki hoya fato rani asi fir se agaye ![]()
GKQ : baray hi afsoos hi baat hai
dil rakhne k liye hi haan keh deti
IS : bus je gaye bhi aur a bhi gaye foran se ![]()
Hafsaaa : sorry mughe pata nahin na ke aik hafte main kitne din hote hain ![]()
Desi : sach kehne se ghis nahin jaogi ab keh bhi do ke miss kiya tha ![]()
Re: Assalaamalikum
khud pata karo ![]()
phir mujhe batana, kiunke mujhe khud nahi maaloooooom ![]()
Re: Assalaamalikum
rehne do time nahin hai ![]()
tum kisi baat ka pata bhi hai yah nahin ? u khali dhimag