main bhi electric baba hoon,koi hath say chalnay wala baba nahi
baba je sab jantay hain
je wo to main hoon pohancha hua.Abhi aap ne karamaat kahaan dehein hain hamari.Hum kisi ghaday pe hath rakh dete hain to wo hum say humkalam hona shuro ho jata hai