Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

** **Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata abr ki zad meiN sitaara nahi deikha jaata terey chehrey ki kashish thi ke palat ke deikha warna sooraj to doobaara nahi deikha jaata ****

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

:lajawab:

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

wah Vnice1 :k:

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

Thanx Shab :)

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

I guess it should be tere chehray ki kashish thee

Good one Amal …:k:

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

bahooot Khoobsoorat qit'a pesh kiyaa hai aap ne janaab...shukria

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

You are right Arif. I corrected the error :slight_smile:

Thanx KKF :slight_smile:

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

Bohat Khoob Amal..:k:

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

Very nice Amal ..wesay ap suraj ki taRaf dekhtey he keon haiN :p

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

Sooraj saamney ho to nazar parr hi jaati hey :)

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

sun glasses ka istamaal kia karain ziyada shuaáin nahi parain gi :wink:

nice one Amal :k:

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

V nyc sharing

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

Nice :)

Re: Ashq apna ke tumhaara nahi deikha jaata

Very Very Nice :k: