AsGhar Husain 'AsGhar' GonDvii kaa ek she'r

**jeena bhii aa gayaa mujhe, marnaa bhii aa gayaa
pahchaanne lagaa huN tumhaarii nazar ko maiN

**AsGhar Husain ‘AsGhar’ GonDvii

Re: AsGhar Husain ‘AsGhar’ GonDvii kaa ek she’r

bss itna sa hai…

Re: AsGhar Husain ‘AsGhar’ GonDvii kaa ek she’r

Bhot shandar :slight_smile: pate ki baat ki hai..jaroori bhi hai :wink:

Re: AsGhar Husain ‘AsGhar’ GonDvii kaa ek she’r

Lagta hai Asghar saab ne shadishuda public ka dard bayaN kiya hai :stuck_out_tongue:

Re: AsGhar Husain ‘AsGhar’ GonDvii kaa ek she’r

Daakiye [postman/mailman] kii aasaanii ke liye! :stuck_out_tongue:

kiuN nahiiN, mausoof ko do do shaadiyaaN karne kaa tajurbaa jo thaa :smiley:

Re: AsGhar Husain ‘AsGhar’ GonDvii kaa ek she’r

@KKF hahaha tabhi aala darje ke shayar ban paaye :hehe: