Aseer-e-Dasht-e-Wafa Ka Na Maajra Kehna

**Aseer-e-Dasht-e-Wafa Ka Na Maajra Kehna,
Tamaam Puchnay Walon Ko Bas Dua Kehna,

Yeh Kehna K Raat Guzarti Hai Ab Bhi Aankhon mein,
Tumhari Yaad Ka Qaayim Hai Silsila Kehna,

Yeh Kehna K Chaand Nikalta hai Baam Par Ab bhi,
…Magar Nahi woh Shaab K Ab Maza Kehna,

Yeh Kehna k Humne Hi Toufaan Mein Daal Di Kashti,
Qasoor Apna Hai Darya Ko Kya Bura Kehna?
**

Re: Aseer-e-Dasht-e-Wafa Ka Na Maajra Kehna

:hinna:

Re: Aseer-e-Dasht-e-Wafa Ka Na Maajra Kehna

Aseer-e-Dasht-e-Wafa Ka Na Maajra Kehna,

:nahi:

nice one