Re: Asalam-o-alaikum…
Hazoor aap khud Dehli waley ho kar Aaisi baat kar rahey hain ![]()
Dekheye hamari qoumi zaban ki moujooda halat, hamari seyasi our samaaji zaboon hali ki marhoon-e-minnat hai … isko hum our aap mil kar hi is ko be-yaqeeni ki kaifiyat se nikaal kar iska mustaqbil tabnaak bana saktey hain :k:
![]()