Asaatiza ka Kalaam

Re: Asaatiza ka Kalaam


yeah. ek Ghazal meN ek se zaayad matl'e ho sakte haiN...kabhii kabhii 3-3 yaa 4-4 matl'e bhii huye haiN...maiN ne ek Ghazal dekhii thii jis meN 5 matl'e, ek she'r aur 2 maqt'e the. maiN us Ghazal ko talaash kar rahaa huN...milte hii, iA, use yahaN chaspaaN kar duuNgaa. :)

Re: Asaatiza ka Kalaam

molvii AsGhar Husain “AsGhar” GonDvii kii ek aur Ghazal mulaaHizah farmaaiye:

**
uRaa huN jab to falak par dam liyaa hai jaa kar
zamiiN ko toR gayaa huN jo rah gayaa huN maiN**

is she’r ko zaraa failed ‘space shuttle’ launch attempt kii video dekhiye aur shaa’ir ke parvaaz-e-taKhaiyul kii daad dijiye. jab rocket launch fail hotaa hai to solid booster rocket ke neeche kii zamiin [concrete floor] uske exhaust ke force se TooT jaatii hai.

yeh unko kaise soojhii? i think, Qur’aan meN ek aayat hai jiskaa mafhoom hai:

“tum zamiin o aasmaan kii kashish [gravitational pull] se baahar [oopar] nahiiN nikal sakte aur agar nikal sakte ho to iske liye ‘bahot baRii (ziyaada)’ taaqat darkaar hogii”.

yaqeenan, aisaa [solid rocket booster] ke saath hii mumkin huaa jo zabardast energy (taaqat) se lai’s hotaa hai! :slight_smile:

yeh video poorii dekheN to is she’r kaa lutf dobaalaa/sehbaabaa/laa-mutanaahii ho jaayegaa! :slight_smile:


Restored attachments:

Re: Asaatiza ka Kalaam

Sitam hai lafz paraston main ghir gaya hoon main :lajawab:

Re: Asaatiza ka Kalaam

Re: Asaatiza ka Kalaam

Mir taqi mir

**chalate ho to chaman ko chaliye
kahatae hai.n ki bahaaraa.N hai

****paat hare hai.n phuul khile hai.n
kam kam baad-o-baaraa.N hai

****aage maiKhaane ko nikalo
ahad-e-baadaa guzaaraa.N hai

****lohu-paanii ek kare ye
ishq-e-laalaa_azaaraa.N hai

***ishq me.n hamako "Mee" nihaayat
paas-e-izzat-daataa.N hai *

Re: Asaatiza ka Kalaam

Who is the poet?

Re: Asaatiza ka Kalaam

http://zafarsadique.files.wordpress.com/2010/12/shad-azeem-abadi-01.jpg

A poet from Bihar. died in 1926. The language is still easily understandable :k:

Re: Asaatiza ka Kalaam

http://www.jawabarz.com/images/shad-azimabadi/shad-azimabadi-poetry.jpg

Re: Asaatiza ka Kalaam


Restored attachments:

Re: Asaatiza ka Kalaam

Another one by Shaad Azeemabadi

Re: Asaatiza ka Kalaam

http://rekhta.org/Uploads/GeneratedImages/Poems/Inpage/en_28531717-4505-429e-bbdd-2095e6f62a5f.png

Akbar AlahAbadi