Tere gham ki hifazat kaise karun
Sab aankhon me pad’h letain hain
Meri aankhon ne dekhi ranzish
Ab elzaam mujhe sab detain hain
Yaad ye unki kucchh na kaho
Hum, naam bhi dar kar letain hain
deewano se poochho na kuchh
diwaane to chup hi rahte hain
Unsay to wafa ki ummeed hai kam
Sar maut ke dar par detain hai