Lafzoun mein chupay jazbaat kaisay dikhaoun mein
Palkoun pay chupay raaz kaisay butaoun mein
*
*
Naqsh uska jo thum gaya hai seenay mein
Pyaas bhujti nahi, kaisay khud ko samjhaoun mein
Din guzertay haen, raat kat ti nahi
Umeed bharti hai, arzoo marrti nahi
Khat gintay reh gaey, pay mana buna deeya tuunay
hosh kis ko raha, afsana buna deeya tuunay…