Her simt jidher dekhoun wo saya ho tum
Her raasta jo chunoun to asmaan ho tum
Dilagi bechaargi bun gai hai ab meri
Neendoun mein sawaar wo khoobsurat khwaab ho tum
Kaisay tujhay bhula doun, kaisay na tujhay yaad keroun
Her shakul mein aaina tera, wo andaaz ho tum
Kehtay haen jisay mohobat wo ehsaas ho tum
Rehtay haen jis kay dar per wo paigaam ho tum