arz karti hoon(do rubayan)

jala kar diye,raah dekha gaya koi
dekha kar khawab, sanwar gaya koi
befai karke,bewafa khe gaya
azmana tha mujhe azma gaya koi

sach ka zamana na raha
jhoot ka thekana na raha
dost ka yarana na raha
shama ka parwana na raha


WHAT YOU KEEP TO YOURSELF YOU LOOSE,WHAT YOU GIVE AWAY YOU KEEP FOREVER

Buhat khoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez

kHoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**