Re: “Are you from India”?
waqi mein aaj kuch ziyaada ho gayi. weekend hai na…
haan tu HMC bhi saath mein hi hai ![]()
nai. hum parRhnay mein time waste nai kartay. hum tu business karein gey ![]()
little investment is required. aik kaala briefcase (brown bhi chalay ga) aur Afghanistan ka chakkar - thats all… ![]()