Are we ready for IQBAL

Are we ready to define Iqbal’s message or describe his place in the history of Islamic thought ?

Re: Are we ready for IQBAL

Jo me sarba sajda huwa kabhi, tu zameen sai aane lagii sada
tera dil tu hai sanam aashNa, tujhai kiya melai ga namaz mai

Ba’Alfaz-e-degar, sanam aashnaye sai fursat millai tu paigham-e-Iqbal par ghour karain. :chai:

Re: Are we ready for IQBAL

MeRa dil jo tah Sanam AssHna , kia sajah ek din Namaz mein
Phir Jism-o-jaaN ko patah nahi mila kia kia kuch is Namaz mein

(Aliyish)

As he said ' Iqbal daiR se atah hai ' tu MusalaMon ka iqbal bi Dair se a'ay ga .. Lakin a'ay ga Zaroor kyun k is k wadah hai

or laazim hai hum bi daikain Gay
woh din k jis ka wadah hai
jo Loh-e-azaal pe likha hai

Re: Are we ready for IQBAL

^^ kaash woh din hamari zindagi main aa'aiy . . .Insha Allah :)

hum mashriq kai musalmanoun ka dil maghrib mai ja atKa hai
wahan kanTar sab billori hai, yahan ik purana matKa hai

yani jab takk chundhiyaye hoi ankhai, ird gird dekhnai kai qabil naheen hotein, jab takk IQBAL aana mushkil hai.