araz kiya hai

Butoon kay sheher main jaa kar khuda ka naam lihk daina
jahan lihka ho kufur wahan islam lihk daina
agar woh sulah kay phooloon ko phiroon say quchal dalain
tu gul shak ki her paati pay qatalay aam lihk daina

Re: araz kiya hai

very nice

Re: araz kiya hai

kiya kaho tujhy! khawab kahon to toot jai ga,Dil kahon to bikhar jai ga, aoo aap kaa naam zindagi rakh doon,mout say pehly tera sath na choot pai ga......

Re: araz kiya hai

Beautiful :)

Re: araz kiya hai

Beautiful :k: