Aray Bhaiee Kahan Ho SAB???

Bakray Gaaye kha kha ke neendain poori ho chuki hon to GS ka rukh kar lo ab!! I am bore hoing :bummer:

gosht bouhat khaa liyaa hai .. abb thora sa araam tou chahiye sab ko ..

Re: Aray Bhaiee Kahan Ho SAB???

han yehi lag raha hay.. sab gaaye bakray KHA ke so rahay hain :cb: paitooo log :cb:

Re: Aray Bhaiee Kahan Ho SAB???

like hi kartay raho ge ke posto ge bhi TS bhaiiyya? :ASA:

Re: Aray Bhaiee Kahan Ho SAB???

shhh!..abhe bakray ki raan mukani baki hai:yummy: