**“Types Of Aashiq” **
**Ameer Aashiq: **
Main Bhee Kharidar Hoon Main Bhi Khareedon Gaa
Piyar Kahan Bikta Hai Pata Bata Doo …
**Gareeb Aashiq: **
Sona Na Chandi Na Koi Mehal Jane-Mann
Tugh ko Me Day Sakoon Gaa …
**Jhoota Aashiq: **
Kal Shab Dekha Main Ne Chand Jharokay Mein
Uss Ko Kia Salaam Tumharay Dhokay Mein …
**Sacha Aashiq: **
Dil Hogaya Hai Tera Dewana Aab Koi Jachta Nahin
Naadan Hai Samaghta Nahin Binteray Rehta Nahin
**Kamyab Aashiq: **
O Kendi Hai Sayaan Main Teri Yaan …
**Nakaam Aahiq: **
Inn Say Nain Mila Kay Dekho Ya Dhoka Bhee Kha Kay Dekho..
**Chalaak Aashiq: **
Buss Bhai Buss Ziyada Baat Nahin Memsaab
Aaj Kay Baad Mulaqat Nahin Memsaab …
**Majboor Aashiq: **
Izhar Bhee Mushkil Hai Kuch Kah Bhee Nahin Saktay
Majboor Hai Uff Allah Chup Rah Bhee Nahi Saktay ..
**Buzdil Aashhiq: **
Me Tera Shehar Chour Jaoun Gaa …
**Dheet Aashiq: **
Chahay Jis Shehar Bhe Jaen Chahay Jis Mulk Bhe Jan
May Hi Mahiwal Hon Tera Sohniye Tu Meri Gal sun ja
**Izzat Daar Aashiq: **
Teri Ruswayon Say Darta Hoon…
Jub Teray Shehar Se Guzar Taa Hoon
aap kese Aashiq hein ??? 
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
main Aashiq nahin hon
app kya hoo?? :halo:
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
^was not suppose to be a joke… 
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
oh okay :halo:
thanks for clearing it out… mujhay soch main daal diya thaa 
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
soch main .. Demaagh hai kYa ??? :-|
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
salaam-alaikum, :) PD, kithay marr gayee???
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
haan app ke tarha khali nahi

Re: aqsaam-e-aashiqaaan
Acha hua bata diYa ..
k bharaa hua hai (bhosaaa) ...:D
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
haan app nay transfer kar diya.. gandi pietra_dura

Re: aqsaam-e-aashiqaaan
hahaha ..
@ transfer bhosaaa …
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
yeah Ashiq and ishid both are stupid things :halo:
wsay mein ny answer surf aur surf apni post ko increase kerny ky liya kia hy.
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
tite.. to phir hamaray flooding group main shamil ho gaoo :D
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
flooding group... jiss main app .. 35k sirf aik saal main kar lain gaee :D
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
oh really?? acha?? its strange??
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
^ u have a interesting signature DF.....:)
Re: aqsaam-e-aashiqaaan
oooooooooo thankoo G suker hy kissi ko tu pusud aaeey