Re: aqal/dil
Subha-e-azal, yeh mujh say kahaa Jibraeel naY
Jo aqal kaa ghulaam ho, woh DIL naa kar qabool
**Baatil Duui-PassaNd hai, Haq laa shareek hai
Shirkat-e-miyaana-e-Haq-O-Baatil naa kar qabool
Kia woh shyr by Bala ji quote ho giya hy,
Acha hy Dill ky pass rahy pasbany aql
Laikin issi kabhi kabhi tanha bhi cho rdy