Re: – AQ Urdu and …
sorry PG… I do not work under ehsan uncle:snooty:
Re: – AQ Urdu and …
sorry PG… I do not work under ehsan uncle:snooty:
Re: -- AQ Urdu and ...
TeraY Jaaam-e-Ja'm say mera Jaam-e-saffaal achaa hai
"woh alag baandh kaY rakhaa hai, jo maal achaa hai" :--p
Re: -- AQ Urdu and ...
^ main feedback main app k khilaaf jalsaa keroon gee !
Re: – AQ Urdu and …
:hinna:
Jin pe takiya thaa wohi pattaY hawa denaY laggaY
ApnaY hee dostoN saY mulaaqaat ho gayeee : (
Re: -- AQ Urdu and ...
^ jee haan yeh sub say pehlay app per saadiq ata hay snooty
Re: -- AQ Urdu and ...
meray kissi dost kaa naam saadiq naheeN hai.
Re: – AQ Urdu and …
Amin tu ho ga:hmmm:
Re: -- AQ Urdu and ...
haan app ko ab dost kahan yaad hon gay hoonh
that's an overstatement. smilestar I am AQ.
Re: -- AQ Urdu and ...
^ i know only Anwaar qureshi ..pata nahi who is Aq snooty
Re: -- AQ Urdu and ...
AQ is an alter ego of Anwaar Qureshi. You gotta deal with the alter ego now. chai
Re: – AQ Urdu and …
Rona tu yeh hy ky Dushman bhi bhool giy in ko tu![]()
Re: – AQ Urdu and …
no deal …milk
Goodnews> sub KURSEE ka karishmay hain ; )
Re: -- AQ Urdu and ...
I do not believe in Kursi.
Kursi tau sirf aik kee hai : )
Re: -- AQ Urdu and ...
^ bayshak
behrhaal mazak naam ki ik chirya is duniya main kaheen payee jatee hay
Re: -- AQ Urdu and ...
paai jaati ho gee... kissi din pakaR kar halaal kar dooN gaa aur aap ko uss kee haleem kee daawat par bulaaoooN gaa..
Re: -- AQ Urdu and ...
^ app ik post qabal us ko halal ker k dafna chukay hain . shukriya
ab app say stockexchange k bhaao taao k baray main hee baat hoa keray gee naraz
Re: -- AQ Urdu and ...
stock exchange ko urdu maiN kiyaa kehtaY haiN?
Re: -- AQ Urdu and ...
Chaanndni, gao takiya, paan daan, peek daan aur zambeel...
ji...