Re: AQ ki official chitrol
nihari toh uss ki humesha say hi pakki thi. ab toh zara khattir karni paray gi :D
nihari kiss ka naam rakha hay ?
anyway, uss nihari kay chakkar main to beechara hamara yankee Gareeb Nawaaz Hotel main apna 'taa'am' farma chukay... wo bhi akailay...
Yani kay kitchen main bartan dhoya, kiss nay daikha ;-)