AQ ki official chitrol

Re: AQ ki official chitrol

chalo gaa hi lo.
hum yea risk lainay ko tayyar hain :p

Re: AQ ki official chitrol

dada lori sunao jo aap humein sunatay ho…aur dadi ke waday ko yaad rakhoo.(romantic ganay sirf mujhe hi sunana):snooty:

Re: AQ ki official chitrol

theek hay, wait karain ... jab tak hamara galaa saaf nai hota... :-p

waisay jo risk lia tha uss ka kia how a? :-p
I didnt see any gang coming, hoonh only 3 ... :-(

Re: AQ ki official chitrol

dhokaa dey gaye, yea dunyaa waalay :naak:
:emmy: dhokay-baaz, bai-maan, na-hunjaar logs

waisay wo 2-3 apnay hi bunday hain :smokin:

Re: AQ ki official chitrol

smack ... 2-3 ko mila kar to rickshaw gang bhi nai banta ... yeh to sirf tri-cycle gang howa ... smacked head...cycle-gang :-DDDD

Khatija,
Kia howa Dadi ka waada... wo qasam wo iraada... (repeat)

Re: AQ ki official chitrol

yea 2-3 hi poori dunya fatah karein gey :shikari:

:fatee: Lotas zindabad - call captain lota for assistance

Re: AQ ki official chitrol

Fatah kar k kia chaand par lay jaingay ? :s

jao main nai khail raha... bhala yeh bhi koi protocol hay :-(

ps: laters :-p

Re: AQ ki official chitrol

jub bhi log haarnay lagtay hain tu rondal maarna shuru kar daitay hain :emmy:
rondal i oye :stuck_out_tongue:

:wave:

Re: AQ ki official chitrol

:omg:

Re: AQ ki official chitrol

theek hai zafi ki awaaz mein sunwaa doon gi :phati:

Re: AQ ki official chitrol

Chalain zafi ho ya ap, baat tou eik hee hai na.

Wesey “sunwaa doon gi” esey keh rahee hain jesey next guppy meet par ap mokumal teyaari kar ke ayain ghi? :hehe:

Re: AQ ki official chitrol

jab aaoon gi to sunwaa hi doon gi naa
ab yeh pata nahi ana kis waqt ho gaa :cb:

Re: AQ ki official chitrol

waqat aur jagah ka main bando-bastt kar deta hoon… :cb:guppy meet waley teyaar karain.

Re: AQ ki official chitrol

aj se 5 sal baad rajoo kerein :chai:

Re: AQ ki official chitrol

Jeet kar; UNNhain rulaana hamain aata nahi
Khud ko haraa kar, UNN ko jita daitay hain :blush:
**
By: Dada Abbaa Khan Sahib Karachvi **urf Sagar Khan Hyderabadi…

Re: AQ ki official chitrol

nihari toh uss ki humesha say hi pakki thi.
ab toh zara khattir karni paray gi :D

Re: AQ ki official chitrol

nihari kiss ka naam rakha hay ?

anyway, uss nihari kay chakkar main to beechara hamara yankee Gareeb Nawaaz Hotel main apna 'taa'am' farma chukay... wo bhi akailay...

Yani kay kitchen main bartan dhoya, kiss nay daikha ;-)

Re: AQ ki official chitrol

good morning :yawn:

Chitrol is here… :smiley:

Re: AQ ki official chitrol

tau dair kiss baat kee hai bhai jaan :hoonh:?

Re: AQ ki official chitrol

itnay awtaely naa hoon Fraudia uncle ne khaatir achi hi kerni hai jootiyon se :cb: