Re: Apun ke bad luck he kharab hai…
<<<<yeh lo
BTW i didnt under stand the last line of your poem:(
Re: Apun ke bad luck he kharab hai…
<<<<yeh lo
BTW i didnt under stand the last line of your poem:(
Re: Apun ke bad luck he kharab hai…
thanku…
which poem??
Re: Apun ke bad luck he kharab hai...
har sitam ko bhool jao,
har yaad ko yaad karo,
beetein huwe pal laut ke na ayenge,
bas tum udas rehna chor do:)
Re: Apun ke bad luck he kharab hai…
nvm i got it:cb:![]()
Re: Apun ke bad luck he kharab hai...
Ussay bhula ke bhi yaadoon ke silsilay na gaye
Dil-e-tabah tere us se raabtay na gaye
Kitaab-e-zeest ke unwaan badal gaye lekin
Nisaab-e-jaan se kabhi us ke tazkiray na gaye ...
Re: Apun ke bad luck he kharab hai…
mujay bhe bataona… maiN ne bhe hansna hai…
Re: Apun ke bad luck he kharab hai...
Ussay bhula ke bhi yaadoon ke silsilay na gaye Dil-e-tabah tere us se raabtay na gaye Kitaab-e-zeest ke unwaan badal gaye lekin Nisaab-e-jaan se kabhi us ke tazkiray na gaye ...
yadoon ke silsilay kaha jayenge,
root ke vo pal phir na ayenge,
bas yaad rakhna aankon mein koi rehta hai,
agar dil mein jaga ho to basana asan hai,
lekin rooh se kisi ko nikalna bohat mushkil hota hai.
Re: Apun ke bad luck he kharab hai...
Kuch tau hai, jis pardah darih hai
Re: Apun ke bad luck he kharab hai...
ASA khaireeyat to hai???