ajj karachi main strike hay …gher walay institute nahi janay day rahay kia mujhay un ki bat manne chaye ya main Tarzan bun ker chale he jaoon ?
Re: app ka kia khiyal hay
tarzaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan :love:
Re: app ka kia khiyal hay
Ghar pay baithoo araam say ![]()
koi zaroorat nahi hay panga lainay ki
![]()
Re: app ka kia khiyal hay
pass> tarzan bun jaaon ?
James_bhaand > abhi to saray pungay baaz so rahay hon gay ..wapusee main khatra hay pata nahi Ku walay kaheen gerber na karain waheen say rasta hay mera
khair i m not ging ammi ro bhai nay Izzat ker dee hay mere ache terah say
Re: app ka kia khiyal hay
PG, aaj Multan main bhi jaloos niklay ga. Aram say bethi raho. Waisay hi aaj local holiday hai Multan mein.:love:
Re: app ka kia khiyal hay
yara merey teachers anadhe aya ya tofan pohanch jatay hain ..kon sa holyday hay ajj ?
Re: app ka kia khiyal hay
awoun! i wana c jalos :(
Re: app ka kia khiyal hay
Multan mein cricket match ki wajah say local holiday hay.:love:
![]()
Re: app ka kia khiyal hay
haan sweetie i know all ma coz will b there
mujhay rona aa raha hai ![]()
Re: app ka kia khiyal hay
Awwwwwwwwww, areay naheen. Kaheen gum na ho jana.
Re: app ka kia khiyal hay
**
Aww, koi baat naheen. Main bhi aaj ghar par hoon. Stadium sirf meray cousins aur chacho jayen gay. Aik aur buri khabar, TV bhi naheen hai.:(**
Re: app ka kia khiyal hay
Na he jao tu behtar hai.... "jaan hai tu jahan hai"
kal Peshawar maiN kya haal howa hai... raah chalty bachy ka kya qasoor tha jo apni jaan gaNwa baitha... :(
Re: app ka kia khiyal hay
aoun! ![]()
Re: app ka kia khiyal hay
kal Peshawar maiN kya haal howa hai... raah chalty bachy ka kya qasoor tha jo apni jaan gaNwa baitha... :(
Darust farmaya. Peshawar aur Lahore mein bohat burray halat hain. Allah khair karay. Multan mein aaj match bhi hai aur strike bhi.:(
Re: app ka kia khiyal hay
Hain? Waqeyi..![]()
Re: app ka kia khiyal hay
tu rota hai? yaar, mai canada main bhet kar rota nahin hoon.!
Re: app ka kia khiyal hay
Allah kahir kary… bus dukh iss baat ka hota hai k be-gunahoN ka kya qasoor, chotti chooti dukane touR daale, Taxi car k seeshy touRay, KFC jalaya, Daewoo ka kya qasoor? bacho k school ka kya qasoor…
Re: app ka kia khiyal hay
Haan, aur 4 log bhi qatal ho gaye Peshawar mein. 2 Lahore mein. Lahore mein to logon nay motorcycles aur cars bhi jala daleen.:( Building ko aag lagadi. Firing khule aam ki gayi.:(
Re: app ka kia khiyal hay
same here in Peshawar... :(
Re: app ka kia khiyal hay
ab kal phir strike hay ..baqool sumone ajj kachi strik the kal pakee wale hay
hay koi kernay ki bat bhala ?