Apny seenay say kissi roz laga loo hum ko
Ghum-e-dunia say mery dost bacha lo mujh ko
Main nay issaroon main dey di hay ijzat tum ko
mangnay say ju naa miloon main tu chura lu mukh ko
Abb to apny sayya say bi dar lugta hay mujh ko
hu jo momkin to nigahoon main chupa loo mujh ko
Main ghazal pyar ki ulfat ka tarana main hoon
jo millay saaz kissi mehfil may gunguna lo mujh ko
Unn ko likh na hay kissi roz khat main yeah poonam
Hum to khudh kay bi nahi apna bana loo mujh ko
cute_ranja