Apnu ki chahatein....

**Apnu ki chahatun mae milawat thi is qadar

Tang aker dushman ko mananey chala gaya :snooty:**

Re: Apnu ki chahatein…

hamen to anon ne loota ghairon main kahan dum tha
aaj jo banaya saalan uss main bhi namak kam tha :snooty:

Re: Apnu ki chahatein....

Aala!

Re: Apnu ki chahatein…

Is se pata chal raha hai us din khana app ney banaya tha :cb:

Re: Apnu ki chahatein…

main phuppo ke ghar nahin rehta :wink:

Re: Apnu ki chahatein…

Or abb meri bhi eid hai allhumdulilah :shoaby:

Re: Apnu ki chahatein…

:eek: bewafa bhateeji

Re: Apnu ki chahatein…

zulm ki inteha hujaye tu apney haq keliye kharey hunaaa bewafayi nahi :snooty:

Re: Apnu ki chahatein…

:eek: Pakistani movie bobby ki heroine jaisi baaten mat karo.. 1980 ki abla naari urf mazloom ladki ki tarah..

Salma Agha - Jab Sham Kay Saye Dhalte Hein - YouTube
:omg: kia gaana yaad dila dia :rotfl:

Re: Apnu ki chahatein…

^mae ney tu ye baat khud se kahi hai mujhe kya maloom tha uske haal bhi aisey hi rahey they :omg:

Re: Apnu ki chahatein…

wah wah:lajawab:

Re: Apnu ki chahatein…

mujy to koe dushman milta hy nahi
sab doast ban ban k mile:crying:

Re: Apnu ki chahatein....

^ aur dushman ban k gaye:p