tarash
1
**Wo jo Rehta tha is dil mein kabi "apnon"ki tarah,
Aisa bhola k milta hy ab "sapnon"ki tarah,
Pal pal karta tha jo sath"nibhane"ki batain,
Chorr gaya hm ko purani "rasmon"ki tarah,
Ruswa huay "zamany"mein to ye jana,
Us k waady b thy jhooty us ki “qasmon"ki tarah”.**
STA
2
Re: apnon ki tarah
acha howa pehly hi pata chal giya, now get another one. 
Re: apnon ki tarah
The show must gone :cobra:
tarash
4
Re: apnon ki tarah
agar another bhi pehle jaisa hoa to kya bane ga
STA
5
Re: apnon ki tarah
sab kismat ki baat hoti hai. app duwa karain inshaAllah koi na koi to thek niklay ga.
tarash
6
Re: apnon ki tarah
is koi na koi ki koi hadd bhi hai