Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,
Jhoot suun suun kay sach ka qatal hotay dekha hay,

Nahi farq padta unhein kay kya guzeregi kisi pay,
Unhe to bas humnay armano ko kuchaltay dekha hay,
**
**
Lamha lamha dur honay ka dard sata.ta rehta hay,
Uss doori ka ham nay faida unhein uthatay dekha hay,
**
**
Kar kay sitam phir khaatay hain apno ki jhooti kasam ,
Unn kasmo ko ham nay hamesha tut-tay huay dekha hay ,
**
**
Farebi nahi hain ham phir bhi kehlatay hain farebi ,
Farebi kehtay hoey hamein,uss ko hmne hastay dekha hay,
**
**
Sambhali apni her khushi uss sachi ibadat kay liyay ,
Khushian bant-tay ham nay unhein gairo kay saath dekha hay,
**
**
SEHER tuo lay jay gi apna sab dard khud mein samait kay,
Lekin iss dard mein ham nay bohton ko jaltay dekha hay.

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

I am unable to quote a single verse, as the whole ghazal is beautiful …:k:

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

:)

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

Superb!

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

awesome sharing!!

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

farebi kehte hue hamain,uss ko haste dekha hai...
v nice.

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

jawab nahi , Dania ap ki choice ka jawab nahin ........

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

Bauhat Aala. :k:

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

awesum....

Re: Apno ko apno kay jazbaaton say kheltay dekha hay,

Beautiful Choice as Usual Dania..:lajawab: