Apni Raahon sy juda RaahGuzar kaisy ho...??

**Apni Raahon sy juda RaahGuzar kaisy ho…??
Hum KhanaBadoshon ka Khatam Safar kaisy ho…??

Sooraj to rooz Ziya baantny aa jata hay…!!
Jin ki Bena’e na ho unki Sehar kaisy ho…??**

Re: Apni Raahon sy juda RaahGuzar kaisy ho...??

Nahi nahin humen aur Zia nahin chahiye.. aisa sooraj bhi nahin chahiya jo Zia bante. iss se acha to uncle ehsan ke mohalle ki na thamne wali roz roz ki barish hai