Baba kay liye kissi nay yahan post kee, mein bhi apni maa kay liye kuch kehna chata hoon. Woh meray pass nahin, lekin uss koh kabhi nahin bhula saka.
Maa, maa hai
Kabhi Aayi Teri Yaad Maa Toh Hum Jee Bhar Ke Ro Liye Kabhi Jaageh Hum Saari Raat Toh Kabhi Din Mein Hi So Liye Aansuo Se Tumhare Na Hone Ka Gam Mita Raha Hu Kya Batau Kaise Jeeye Ja Raha Hu Tumhara Dulaar Bahut Yaad Aata Hai Har Baar Aankho Mein Aansu Chod Jata Hai