Re: apni hasrat ko maiN taqdeer bana'ooN kaisey
**kis ki tareef maiN likhi ye ghazal kiya janoo
kis ko kehta hooN mohabat ka kanwal kiya janoo
maiN tu bas aik hi umeed maiN rahta hoon sada
us ko dekhoon jo nazrooN maiN merey rehta hai**
bahot khoob........Koyal ji.....thnx for this nice sharing........!