Apni bewafi ko
Mari kamzoori ka naam na doo
Tum jo chaoo tu mout say behi lar sakta hoon
Dil ke udasi ko
Taqdeer ka likha na kahoo
Taqdeer ka kiya hai taqdeer badal sakta hoon
Tum apni mohabat ko
Apnay dil main rakhoo
Maray na sahee taray kam aya gee
Dil ke dharkan ko
Tum kitna rooko gay
Aklay main bohat aa oon ga
Mari qasam hai ya hee
Har qasam kay baad
Jitney tum sataoo gay
Utna he tumahain chahoon ga
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Apni bewafi ko
Mari kamzoori ka naam na doo
Tum jo chaoo tu mout say behi lar sakta hoon
Dil ke udasi ko
Taqdeer ka likha na kahoo
Taqdeer ka kiya hai taqdeer badal sakta hoon
Tum apni mohabat ko
Apnay dil main rakhoo
Maray na sahee taray kam aya gee
Dil ke dharkan ko
Tum kitna rooko gay
Aklay main bohat aa oon ga
Mari qasam hai ya hee
Har qasam kay baad
Jitney tum sataoo gay
Utna he tumahain chahoon ga