Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge
Jis jagah kaho ge tum aashiyan bana leyeinge
Dil mein ger irada ho saath saath chalney ka
Raasta samander ke darmiyaan bana leyeinge
Mushkilon se larney ko hosla zaroori hai
Patharon ko bi jaana kehkashan bana leyeinge
Khuff kya muhabbat mein dil ko ho parao ka
Hum jahan pe thehrein ge bastiyan bana leyeinge
Manzilon ki khuwaish mein kyuon idhar udhar bhatkein
Hum tumhare qadmon ko hi nishaan bana leyeinge
By: Naveed Hashmi
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
wah! superb!
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
hmmm nice
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
umda sharing :k:
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
Bohat khoob
Daanie
7
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
nice sharing :)
system
8
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
buhat khoub
Aryaan
9
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
Very Nice Nayab..:k:
Sannan
10
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
buhat achi sharing g ......
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
thanks for sharing! very nice
Re: Apni arzouon ka ek jahan bana leyeinge..
one of my fav .....