Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

Ye Wo Shar Hai Jo Main Ne Pehli Bar GS Par Post Kiya Tha.
Aur Isi Shar Ne Meri Zindagi Change Kar Di
Lekin Phir Bhi Main Haar Gaya.Wo Insaan Jis Ko Samjna Chaiye Tha Is Shar Ko
Wo Bewafa Ho Gaya.Hope So Ap Logon Ko Pasand Aye Ga.

**Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

Shayed Sara Sheher Bachaya Ja Sakta Tha

Sab Sey Bari Rukawat Teri Mayusi Thee

Warna Sara Khel Ultaya Ja Sakta Tha.**

Re: Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

:-) beautiful!

Re: Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

Bohat Khoob Babri..:k:

Re: Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

Babri this is amazing yaar :lajawab:

Re: Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

Thank You Rabika, Aryaan and Sannan:bb:

Re: Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

Khona paana yaad karna bhool jana wafa jafa dukh sukh yehi zindagi hai ! I wish you luck in ur coming life !

Re: Apni Apni Ana Ko Bhulaya Ja Sakta Tha

nice...