Tum ne bhi thukra dia duniya say bhi duur huey
Apni anaa kay sarey sheeshay aakhir chakna choro huey
Hum nay jin per ghazlain likkhein unko chaha logon nay
ham kitnay badnaam huey aur woh kitnay mash’hoor huey
Tark-e-Wafa ki sari qasmain tumko dekh kay toot gaein
Tumhara naaz salamat raha hum he zara majbuur huey ![]()