**Uss Zakhm-e-Jaa’n ke Naam , jo ab tak nahi Bhara
uss zinda dil kay naam , jo ab tak nahi mara
Uss Zindegi ke Naam , Guzaara Nahi Jisey
Uss Qarz-e-Fun ke Naam , Utaara Nahi Jisey
Ahl-e-Nazar ke Naam , jo Johar Shanaas hain
Ahl-e-Wafa ke Naam , Jo Fun ki Asaan Hain
Unn Dostoo’n ke Naam , Jo Gosha Nasheen Hain
Unn Be-Hissoo’n ke Naam , Jo Baar-e-Zameen Hain
Unn Bediloo’n ke Naam , Jo Har Dam Malool Hain
Unn Bebasoo’n ke Naam , Jo Gamloo’n ke Phool Hain
Unn Ahl-e-Dil ka Naam Jo Raahoo’n ki Dhool Hain
Unn Hosloo’n ke Naam , Jinhein Dukh Qabool Hain
Uss Shola-Rukh ke Naam ke Roshan hai Jis Se Raat
Hai Zofishaa’n Andherey mein Har Nuqta-e-Kitaab
Aur Husn-e-Baa-Kamaal ki Raanaa’yioo’n ke Naam !
Aur Apney Zehn-o-Qal’b ki Tanhaaiyoo’n ki Naam ! **
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
*Aur Husn-e-Baa-Kamaal ki Raanaa'yioo'n ke Naam !
Aur Apney Zehn-o-Qal'b ki Tanhaaiyoo'n ki Naam ! *
*Very Nice .............. *
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
Ahl-e-Nazar ke Naam , jo Johar Shanaas hain
Unn Bebasoo'n ke Naam , Jo Gamloo'n ke Phool Hain
Unn Ahl-e-Dil ka Naam Jo Raahoo'n ki Dhool Hain
Aur Husn-e-Baa-Kamaal ki Raanaa'yioo'n ke Naam ! Aur Apney Zehn-o-Qal'b ki Tanhaaiyoo'n ki Naam ! **
*Beautiful! *
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
Lovely stuff ghazal kisi ke :k: Thanx for sharing ![]()
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
Hmmm Nice 1 ghazal, thanks for sharing:-)
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
very nice Ghazal......keep it up....
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
*tere naam hum ne kia hai jeevan apna sara sanam :halo: *
boht khoob taliyaaaN ![]()
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
^ chanda ap nay apni davaii nahi lee? :halo:
thank you everyone!
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
beautiful sharing....thanx...!
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
BOhat Khoob **
**Thanks for sharing chalako massi :p
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
wah.
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
thank you (-:
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
:halo: aik saal k baad thanks ![]()
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
^ hehe. Actually i was just reading it again and thought to bring it back up as people would enjoy reading it (-:
Re: apney zehn-o-qalb ki tanhayoon kay naam!
Enjoyed a LOT indeed ![]()
But u didnt mention k wo hai kya jo aap in sab k naam kar rahi hein??![]()