Apney surd kumrey main..

*Apney surd kumrey main
Mae udaas baithee hoon
Neem-wa dureechoon say
Num hawa’ien aati hain
Meray jism ko chu ker
Aag si lagati hain
Teray naam lay lay ker
Mujh ko gudgudaati hain
Kaash meray pur hotey
Teray paas urr aati
Kaash mae hawaa hoti
Tujh ko chu ker lout aati
Mae nahi magr kuch bhi
Sung-dil riwaajoon kay
Aahini hisaaroon main
Umer kaid ki mulzim
Sirf aik larki hoon….. *

buhat khub. zaburdast.:k: :k: :k:

:)

very nice :k:

:):k::k:

beautiful:k::k:
thanks Vivacious for sharing:)

Re: Apney surd kumrey main..

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
*Apney surd kumrey main
Mae udaas baithee hoon
Neem-wa dureechoon say
Num hawa’ien aati hain
Meray jism ko chu ker
Aag si lagati hain
Teray naam lay lay ker
Mujh ko gudgudaati hain
Kaash meray pur hotey
Teray paas urr aati
Kaash mae hawaa hoti
Tujh ko chu ker lout aati
Mae nahi magr kuch bhi
Sung-dil riwaajoon kay
Aahini hisaaroon main
Umer kaid ki mulzim
Sirf aik larki hoon….. *
[/QUOTE]

Very nice...

Sirf aik larki hoon.... bohat kuch hai is baat main...

jab janti ho to phir larki hi raho na

Thanx All… :slight_smile:

Azad: tou mae ney kub kuch aur banney ki kosish ki hai :hoonh:???

Re: Apney surd kumrey main..

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
*Apney surd kumrey main
Mae udaas baithee hoon
Neem-wa dureechoon say
Num hawa’ien aati hain
Meray jism ko chu ker
Aag si lagati hain
Teray naam lay lay ker
Mujh ko gudgudaati hain
Kaash meray pur hotey
Teray paas urr aati
Kaash mae hawaa hoti
Tujh ko chu ker lout aati
Mae nahi magr kuch bhi
Sung-dil riwaajoon kay
Aahini hisaaroon main
Umer kaid ki mulzim
Sirf aik larki hoon….. *
[/QUOTE]
tooo beautiful.. you've got a lovely choice... Thanks for sharing..

humm larki say ** Sudaii Larki** to ban gaii ho … kia ab our kuch banna baqi hay?