Swera
1
Apne honthon par sajana chahta hoon..
---------aa tujhe mein gungunana chahta hoon..
koi aansoo tere daman par gira kar..
---------boondh ko moti banana chahta hoon..
Thakk gaya mein karte karte yaad tujhko..
-----------Abh tujhe mein yaad aana chahta hoon…
Aakhiri hichhki tere zaano’ pey aaye..
--------Maut bhi mein shayaraana chahta hoon..
ab tujhy yaad main ana chahta ho … Nice :k:
Re: Apne honthon par sajana chahta hoon..
koi aansoo tere daman par gira kar..
---------boondh ko moti banana chahta hoon..
Thakk gaya mein karte karte yaad tujhko..
-----------Abh tujhe mein yaad aana chahta hoon...
very nice jee :)
Very nice...
Waisay like always aap nay blank spaces choR deen ;)
Swera
10
Thank you all! ....:)
WG, those aen't blanks they are just-------
nothing's missing:)