Apne hisse ki zindagi to ji chukey hum

**Apne hisse ki zindagi to ji chukey hum,

ab to dharkano ka lihaz kartey hain,

kya kahain iss duniya walo ka,

aakhri saans pe b aeteraz kartey hain
**

Re: Apne hisse ki zindagi to ji chukey hum

nice