~ Apne aap ko dhoka dena acha lagta hai ~

*Woh bikhra huwa lehja yaad hai ab tak Jab us ne kaha thaa mujh se In pighalte ayyaam mein Aur haqeeqatoon ki Karri dhoop mein jhullas kar Tere leye sochna Acha lagta hai

Yeh jante huwe bhi
Ke raastay juda juda hain
Tu mera muqaddar nahee lekin
Apne aap ko dhoka dena
Acha lagta hai

Kyon ke istarah zeest mujhe
Bari aasaan lagti hai…*

Re: ~ Apne aap ko dhoka dena acha lagta hai ~

[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *

*Woh bikhra huwa lehja yaad hai ab tak
Jab us ne kaha thaa mujh se
In pighalte ayyaam mein
Aur haqeeqatoon ki
Karri dhoop mein jhullas kar
Tere leye sochna
Acha lagta hai

Yeh jante huwe bhi
Ke raastay juda juda hain
Tu mera muqaddar nahee lekin
Apne aap ko dhoka dena
Acha lagta hai

Kyon ke istarah zeest mujhe
Bari aasaan lagti hai...*
[/QUOTE]

bohot ache :~)

Re: ~ Apne aap ko dhoka dena acha lagta hai ~

Excellent :k:

wah beautiful

Yeh jante huwe bhi
Ke raastay juda juda hain
Tu mera muqaddar nahee lekin
Apne aap ko dhoka dena
Acha lagta hai

nice :k: Beautiful:flower1:

very nice :)