Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

**

Apnay Samaan Ko Baandhty Howay…Is Soch Mein Hon

Jo Kahen k Nahi Rehaty…Wo Kahan Jaaty hyn…?**

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

ye khayal saman bandhtehuwe kiyun aaya?

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

saman bandhnay se pehly sochna tha

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

ab khol len

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay…

is wjha sy aaya k…Pehlay isi soch mein gum tha k ye Nobat Q aa`e…:teary3:

jab saman bandh raha tha to zehan ko Kuch fursat mil hi ga`e ye sochny ki

:hmmm:

:nahi:

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

me ne aik dafa apny aik czn ko bister band me pack ker dia tha

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

kisi ko aur ko keh dety packing ka...to yeh khayal na ata

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

Kitni Zalim hyn Aap..........?
Kia Qasoor tha uska............?

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

aap se yehi umeed thi

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

Edhi Shelter Home

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay…

chulo bhar pani mein doob kar mar gaye hote to yeh nobat na aati:sadiyah:

Data darbaar

Re: Apnay Samaan ko Baandhty howay..........

woh saahib karachi k hain

Un ko karachi k kisi darbar ka address darkar hai

bata kar shukriya ka mauqa faraham karen