Apnay pakeeza jazbon ko gawah bana kar
ab kay baar bhi eid ka chaand dekh kar
main dua maangoo gee apnay aur tumharay saath ki
bass tum itna karna jab meri aankhon ka
namkeen paani meri pahli hateli par giray
tou meri duai neem shabi ko mukammal karna
***meray muqaddas lafzon ki laaj rakhna ***
sadaq dil sey kahna ((Aahmeen))
Re: Apnay pakeeza jazbon ko gawah bana kar…
:k:
Re: Apnay pakeeza jazbon ko gawah bana kar...
nice one dani :)
Re: Apnay pakeeza jazbon ko gawah bana kar…
bohat khoob…:k:
Re: Apnay pakeeza jazbon ko gawah bana kar...
Bohat khoob!
Re: Apnay pakeeza jazbon ko gawah bana kar…
wah! :k:
Re: Apnay pakeeza jazbon ko gawah bana kar...
buhat alllaa