Re: "apnay marain bhi to chaoon main phanktain hain"
mery shirarti dimagh main ek idea aia hai dostoo
apnoon ko chahia summer main marain ,, takeh chaoon main phaikaain
** ghairoon ko chahia winter main marain takeh mar kah bad dhoop main phaikaan to kah sakain hum ny to sunbath kia lia mara hai**
apna mary to Dandy Waly bhai ko batao
** Ghair mary to maff kar do kiun kah maff karna asal naiki hai**
** ughar maf nah kar sakoo to jawab main uss ko itna maro kah uss ki hadi pasli toot jay takah wo dobara kisi ko mar nah saky**
yeh sirf his mazah rakhny waly logoon kah lia hai dil per leny waly plz iss ko nah perhaain