apnay honton pe sajana chahata hon
aa tujhe mein gungunana chahata hon
koi aanso tere daman per gira kar
boond ko moti banana chahata hon
thak gaya hon kartay kartay yaad tujh ko
ab tujhe yad ana chahata hon
chah raha hay sari basti mein andhaira
rooshni ko, ghar jalana chaha ta hon
akhree hichki tere zano pe aay
maut bhi shaiyrana chaha ta hon
Re: apnay honton pe sajana chaha ta hon
:k: