Apnay Baba k leay

Re: Apnay Baba k leay

Nahin ye shairi ka section hain.. iss main sirf roti bisorti ladkiyon ki baten honi chahiye :asa:

Wo mujhe kiyun chhor gaya :naak:

Wo aisa bewafa hoga ye socha na tha :crying:

Wo aa ga to jee uthoon gi, jae ga to mar jaongi :teary2:

Re: Apnay Baba k leay

aww mainay to aisi koi bhi nazm share nahi ki :(

mujhe ye baatain samajh nahi aateen :(

Re: Apnay Baba k leay

:smack: no wayyy…
uski wafaye ke qissey…and how usko jana para for the greater good…and kitna intezaar keraingey unke liye…etc etc :snooty:

Re: Apnay Baba k leay

Good..samajhna bhi nahi chahiye:hehe: 'cuz ye samajhne ke hoti he nahi hai :hehe:

okes both of you :waves:
gotto go for work

Re: Apnay Baba k leay

take care aapi :)

Re: Apnay Baba k leay

nice :k:

Re: Apnay Baba k leay

I am unable to see any image :hinna: may be that server is banned in my office :frowning:

Re: Apnay Baba k leay

Virus:D

Re: Apnay Baba k leay

baba jaannnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn:teary1:

mi kisi bhi raste per houn
aap orr ammi mere sath ki hote hein :chupki:

Re: Apnay Baba k leay

:crying:

Re: Apnay Baba k leay

OOOOO
MUQA …UMMMMM :frowning: kia?

Re: Apnay Baba k leay

aap se pehle 2 ladkiyan yahan sentimental performance deke ja chuki hain :crying:

Re: Apnay Baba k leay

papa ki pari hun mein:chilly:
jalo nahin
papa nahi bane na abhi:wub:

Re: Apnay Baba k leay

Lekin mujh main padri shafqat koot koot kar bhari hai :cb:

Re: Apnay Baba k leay

dhean se #hamare aik sir they UNI mi
larkian un k DASTE SHAFQAT SE DUR BHAGTE THEN:D

Re: Apnay Baba k leay

:emmy: unka dast e shafqat hath dhoke peeche padne wala hoga

Re: Apnay Baba k leay

DASTE SHAFAQAT HOTA THA YA DASTE SHARARAT...........:D

Re: Apnay Baba k leay

Dast e qabil e muzammat

Re: Apnay Baba k leay

adaabi mehfil ese baten zeib nahi dte
NINJA tum bohat bigar garty ja rahy ho ajkal:bailan: :bailan:

Re: Apnay Baba k leay

Adab ki shroo’aat hi be adabi se hoti hai :blush: